Ishq Mein Naam Yuun Kar Gaye en Kavita Krishnamurthy

Letra de musica Ishq Mein Naam Yuun Kar Gaye en Kavita Krishnamurthy

Ishq Mein Naam Yuun Kar Gaye
Ishq Mein Naam Yuun Kar Gaye

ishq mein naam yuun kar gaye - 2
(jalke parwaane khud mar gaye
ishq mein naam yuun kar gaye) - 2

aap bas muskaraate rahe - 2
saare ilzaam hum par gaye??
jalke parwaane khud mar gaye
ishq mein naam yuun kar gaye

umrrbhar jo rahe badguma - 2
ro pade jab mere ghar gaye
jalke parwaane khud mar gaye
ishq mein naam yuun kar gaye

unake daaman mein khushiyaan rahe - 2
mere pehalu mein gum bhar gaye
jalke parwaane khud mar gaye
ishq mein naam yuun kar gaye

aapako thi hamaari kasam - 2
aap kyun dil se baahar gaye
(jalke parwaane khud mar gaye
ishq mein naam yuun kar gaye) - 2
ishq mein naam yuun kar gaye...

incorrecto video?