Barsaat Hai Lagne Laga Hai Darr en Udit Narayan

Letra de musica Barsaat Hai Lagne Laga Hai Darr en Udit Narayan

Barsaat Hai Lagne Laga Hai Darr
Barsaat Hai Lagne Laga Hai Darr

Barsaat hai lagne laga hai darr
kuchh ho raha idhar kuchh udhar
khidkiyaan band kar lo
iss raat se lagne laga hai darr
kuchh ho raha idhar kuchh udhar
khidkiyaan band kar lo

nazar aa raha hain kaisa yeh manjar
hai toofan baahar hai toofan andar
nazar aa raha hain kaisa yeh manjar
hai toofan baahar hai toofan andar
dilon mein yeh kaisi kasak uth rahi hai
koi aag jalke nahi bujh rahi hai - 2
iss aag se lagne laga hai darr
kuchh ho raha idhar kuchh udhar
khidkiyaan band kar lo

saari umar ham pyaase hi tarse
tamanna hai ab yeh ghata aur barse
saari umar ham pyaase hi tarse
tamanna hai ab yeh ghata aur barse
ghatao se keh do kahi aur jaayen
yeh baarish ki boonde hamein na satayen
kya baat hai lagne laga hai darr
kuchh ho raha idhar kuchh udhar
khidkiyaan band kar lo

brsaat hai lagne laga hai darr
kuchh ho raha idhar kuchh udhar
khidkiyaan band kar lo - 2

incorrecto video?